Friday, July 21, 2017

Hindi Shayari on Life

Image result for life of light
Laut jata Hoon wapis ghar ki taraf 













Laut jata Hoon wapis ghar ki taraf har roz thak haara
Aaj tak samajh nahi aaya
KE kaam karnay ke liya jeeta hoon
Bachpan mai sab ka baar baar pucha gaya sawaal
Baday hokay kya Banna Hai....?
Jawaab Ab mila
Phir sa bachcha banna hai....!!
Thak gaya hoon terin naukri se ae zindagi...
Munnasib Hoga MerA Hisaab Karday...
doston se bichad kar ye Haqeeqat khuli...
Beshak kameenay thay....
par ronak unhi se thi.....!!
bhar jaib se duniya ki pehchaan karwai...
aur khalo jaib se apno ki...!!
jablagay paisay kamanay tou samjh aya
ke shouq tou maa baap ke paison se puray hotay thay...
Apnay paison se tou bas zarurtain y puri hopati hain...
Hansnay ka dil na ho tou bhi hansna padta hai...
Koi jab puchay kaisay ho...??
mazay mai hoon kehna padta hai...
ye zibdagi ka drama hai doston...
yaha har ek ko naatak karna padta hai...






No comments:

Post a Comment

Life Articles And News:

Life Articles And News: